Wednesday, December 23, 2009

Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai

Kitne jaldi yeh mulakat guzar jati hai,

Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai.

Apni yadon se kaho ki yun na sataya kare,

Neend aati nahin aur raat guzar jati hai

Ek ada aapke dil churane ki,

Ek ada aapke dil me bus jane ki,

Chehra apka chand sa pyara,

Ek zid hamari chand pane ki.

Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,

Hamne khud ko khushnaseeb paya,

Tamanna thi ek pyare se dost ki,

Khuda khud dost bankar chala aaya

Keep Smiling,

MiSsing TumKo Frend…….

No comments:

Post a Comment